कोख का किराया : तेजेंद्र शर्मा द्वारा हिंदी पीडीऍफ़ पुस्तक – कहानी | Kokh Ka Kiraya : by Tejendra Sharma Hindi PDF Book – Story ( Kahani )


Pustak Ka Vivaran : Aaj manprit, hari hui si, ghar ke ek andhere kone mein akeli baithi hai. Vah to aasani se haar manne valon mein se nahin hai. Aaj to pura kamara; pura ghar hi parajay ka paryay sa bana hua hai. Suna, akela, sunasan-sa ghar! abhi kal tak to ghar mein sab kuchh tha – khushi, prem, vishvas! hatya hui hai! bhawanaon ki hatya! kintu manprit ne kab kiski bhawnaon ka aadar kiya hai! apne vartaman ke lie vah kise uttaradayi thaharae? vartaman koi kisi sadhu mahatma dwara jadu ke bal par achanak hava mein se nikala hua phal ya prasad to hai nahin…………

Description about eBook : Today Manpreet, lost, is sitting in the dark corner of the house alone. He is not easily defeated. Today, the whole room; The whole house itself remains a synonym for defeat. Sune, alone, deserted house! Until now till then everything in the house was – happiness, love, faith! Murder is done! Emotions killing! But when Manpreet has respected his feelings! Who will be the answer for his present? There is no fruit or offering ever taken out of the air by any of the saints of the past…………….

44 Books पर उपलब्ध सभी हिंदी पुस्तकों को देखने के लिए – यहाँ दबायें