दो बहनों की कहानी : सपना सिंह द्वारा हिंदी पीडीऍफ़ पुस्तक – कहानी | Do Bahno Ki Kahani : by Sapna Singh Hindi PDF Book – Story ( Kahani )

Pustak Ka Vivaran : ….Kuch purana sa shirshak hai na. Do bailon ki katha sa dhvanit hota hai. Par kya karen ek ke sath dusare ki baat aap se aap aa jati hai. Ek ki baat karo dusre ki baat chalna lajimi ho jata hai. Vivah ke baad jahan main gai thi vah chota sa kasba numa shahar tha aur naya naya jila bana tha. Vahan ke sansad purane dhakad neta the aur unhonne vikas ke naam par us chote se kasbe mein kai phlai ovar bana diye the. Mere nanad-nanadoi bhi vahin the. Prashasanik halakon ki khabaren aksar suni sunai jati thi kyonki mere sasur ji bhi pashupalan vibhag ke upanideshak ke pad par posted the………….

Description about eBook : …. some old title is not The story of two bulls is sound. But what to do with the other one comes to you from the other. Talk about one thing goes abusive. After the marriage, where I went, the small town was Numa town and a new district was made. The MPs were old Dhark leaders and they made many flyoffs in that small town in the name of development. My nand-nandoi was also there. The news of administrative circles was often heard because my father-in-law was also posted in the post of Deputy Director of Animal Husbandry Department……………

44 Books पर उपलब्ध सभी हिंदी पुस्तकों को देखने के लिए – यहाँ दबायें