श्री रामकृष्ण देव की वाणी : हिंदी पीडीऍफ़ पुस्तक – आध्यात्मिक | Shri Ramkrishna Dev Ki Vani : Hindi PDF Book – Spiritual (Adhyatmik)

Pustak Kharidein

Pustak Ka Vivaran : Jin Dinon Shri Ramkrishna is Aadhyatmik paramanand ka Anubhav kar rahe the tabhi unke Ganv Kamarpukur mein yah janshruti pahunch chuki thi ki ve Pagal ho gaye hain. Unke is Pagalpan ko theek karane ke liye unki mata tatha bade bhai ne unka vivah saradadevi se kara diya, jo ab Shri man sarada ke nam se vikhyat hain. Kintu yah vivah kaisa vichitra tha ! Shri Ramkrishna vastav mein unko man Jagdamba………

Description about eBook : In the days when Sri Ramakrishna was experiencing this spiritual ecstasy, the public opinion had reached his village Kamarpukur that he had gone mad. To cure his madness, his mother and elder brother got him married to Saradadevi, who is now known as Shri Maa Sarada. But what a strange marriage this was! Sri Ramakrishna is actually his mother Jagadamba………

44 Books पर उपलब्ध सभी हिंदी पुस्तकों कोदेखने के लिए – यहाँ दबायें