मैं नास्तिक क्यों हूँ : भगत सिंह द्वारा हिंदी पीडीऍफ़ पुस्तक – ऐतिहासिक | Main Nastik Kyon Hoon : by Bhagat Singh Hindi PDF Book – History (Itihas)

Pustak Ka Vivaran : Yah lekh Bhagat Singh ne jail mein rahate hue likha tha aur yah 27 September 1931 ko Lahore ke akhbar “The People” mein prakashit hua. Is lekh mein Bhagat Singh ne Ishwar ki upasthiti par anek tarkpurna sawal khade kiye hain aur is sansar ke nirman, manushya ke janm, manushya ke man. mein Ishwar ki kalpana ke sath sath sansar mein manushya ki deenta, uske shoshan, duniya mein vyapt arajakta aur vargabhed ki sthitiyon ka bhi vishleshan kiya hai. yah Bhagat Singh ke lekhan ke sabse charchit hisson mein raha hai………..

Description about eBook : This article was written by Bhagat Singh while in prison and it was published in Lahore newspaper “The People” on 27 September 1931. In this article, Bhagat Singh has raised many logical questions on the presence of God and the creation of this world, the birth of man, the mind of man. In addition to imagining God, we have also analyzed the conditions of man’s lowliness in the world, his exploitation, the chaos prevailing in the world and class discrimination. It has been one of the most talked-about parts of Bhagat Singh’s writing………….

44 Books पर उपलब्ध सभी हिंदी पुस्तकों कोदेखने के लिए – यहाँ दबायें