नक्षत्र ज्योतिष : रघुनन्दन प्रसाद गौड़ द्वारा हिंदी पीडीऍफ़ पुस्तक – ज्योतिष | Nakshatra Jyotish : by Raghunandan Prasad Gaud Hindi PDF Book – Astrology (Jyotish)

Pustak Ka Vivaran : Manav ko adikaal se apna shubh ashubh bhavishya janane ki utkantha rahi hai. Is uddheshya se usne akash ka adhyayan karna prarambh kar diya. Anant akash mein faile hue dedipyaman pindon se prasarit rashmiyon dwara manav par padne wale shubhashubh prabhav ka adhyayan jyotirvigyan athva jyotish vigyan hai. Asankhya dedipyaman akashiya pindon (Taron va Nakshatron) se prasarit rashmiyon ka sidha prabhav to manav par padta hi hai, Sath hi unke kshetra mein bhramanarat vibhinna grahon dwara paravartit rashmiyon ka shubhashubh prabhav bhi manav ke vibhinna kriyakalapon par padta hai………..

Description about eBook : Mankind has been yearning to know his auspicious future. For this purpose, he started studying the sky. Astrology or astrology is the study of the auspicious effects on humans caused by the rays transmitted from resplendent bodies spread in the eternal sky. Goddesses emanating from numerous resplendent celestial bodies (stars and constellations) have a direct impact on human beings, as well as the beautiful effects of the rays reflected by various planets traveling in their region…………..

44 Books पर उपलब्ध सभी हिंदी पुस्तकों कोदेखने के लिए – यहाँ दबायें