नन्द-मौर्य-साम्राज्य खंड-4 : जयचंद्र विद्यालंकार द्वारा हिन्दी पीडीएफ़ पुस्तक | Nand-Maurya-Samrajya Khand-4 : by Jaychandra Vidyalankar Hindi PDF Book

Pustak Kharidein

Pustak Ka Vivaran : Magadh janapad ne chhathi shatabdi se dhire dhire badhate hue kis prakar lagabhag samooche bharat mein ek samraajy sthapit kar liya tha, so dekh chuke hain. Chauthi shatabdi mein us samrajy ki simayen aur bhi door tak phail gai, aur bahut anshon mein vah ekarajy ban gaya. Us ka gaurav doosari shatabdi ke arambh tak bhi jyon ka tyon bana raha. Kintu is bich do bar magadh mein rajakranti ho gai. Shaishunak vansh se samrajy ki bagador nave nand vansh ne li, aur bad mein us se maury vansh ne………….

Description about eBook : The Magadha district has seen an increase in the gradation gradually from the sixth century AD to almost all the empire in India. In the fourth century AD, the boundaries of that empire spread even further, and in many parts, it became a state. His glory remained the same till the beginning of the 2nd century BC. But between this two times Magadha became the Revolution. From the ancestral lineage, the throne of the empire was taken by the new Nand Dynasty, and later by the Maurya dynasty…………..

44 Books पर उपलब्ध सभी हिंदी पुस्तकों को देखने के लिए – यहाँ दबायें