Shri Brijmandal Parikrama PDF Pustak in Hindi Ka Kuch Ansh : Sansar mein jitne prasiddh sthan tatha nagar hain unki khyati ke kuchh na kuchh vishesh karan avashy hote hain. Jahan pracheen itihas ham ko purv vaibhav ka gyan karata hai vahan pracheen sthan athava nagar poorv shilp tatha abhyuday ko batalate hain. Kya karan hai ki aaj sahastron varsh ke parivartan hone par bhi ram ki ayodhya………

Short Passage of Shri Brijmandal Parikrama Hindi PDF Book : All the famous places and cities in the world have some special reasons for their fame. Where ancient history gives us the knowledge of past glory, there ancient places or cities tell us about past craft and development. What is the reason that today even after the change of thousands of years, Ram’s Ayodhya…….